Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitalkar Ramchandra
HomeChitalkar Ramchandra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main albeli nayi naveli haaye akeli naar aayi tere dwaar piya main saj solah singaar kaari kaari kaari andhiyari thi raat ek din ki baat jab saghan gagan se ghananana nananana garaj uthi saawan ki ghataa ghunghat mein chhupa kar chapal chapal bijali ki chattaa ek naar kar ke singaar ek naar teekhi talvaar ya thi vah kataar karke singaar chali uss paar jahaan the uske kisan muraar chhamak chhum chhum jhamak jhum jhum chhamak chhum ho kaari kaari kaari andhiyari thi raat ek din ki baat jab saghan gagan se ghananana nananana garaj uthi garaj uthi saawan ki ghataa ghunghat mein chhupa kar chapal chapal bijali ki chattaa ek naar kar ke singaar ek naar ek naar teekhi talvaar ya thi wo kataar karke singaar chali uss paar jahaan the uske kisan muraar chhamak chhum chhum jhamak jhum jhum chhamak chhum chhum sanan sanan pawan chale jhanan jhanan jhanjar bole amrut ghole dil na dole kaamaniyaan chalen haule haule nayan jhuke pag na ruke bela milan ki na tale achra dhale achra
arre kaviraja kavita ke mat ab kaan marodo kaviraja kavita ke mat ab kaan marodo dhande ki kuchh baat karo kuchh paise jodo sher shairi kaviraja na kaam aayegi kavita ki pothi ko deemak khaa jaayegi bhaaw chadh rahe naaj ho raha mehngaa din din bhookhe maroge raat kategi taare gin gin isiliye kehtaa hoon bhaiyyaa ye sab chhodo dhande ki kuchh baat karo arre chhodo kalam chalaavo mat kavita ki chaaki ghar ki rokad dekho kitne paise baaki arre kitna ghar mein ghee hai kitna garam masaala kitne paapad badi mangodi mirch masaala kitna tel noon mirchi haldi aur dhaniya kaviraja chupke se tum ban jaao baniyaa arre paise par rach kaavya bhookh par geet banaao paise arre paise par rach kaavya bhookh par geet banaao gehoon par ho ghazal dhaan ke sher sunaao noon mirch par chaupaai chaawal par dohey jugal koyeley par kavita likho to sohey arre kam bhaade ki kam bhaade ki kholi par likho qawwali kam bhaade ki kholi par likho qawwali jhan jhan karti kaho rubaai paise waali
Kitni Jawan Hain Raat
hey main hoon ek khalaasi main hoon ek khalaasi mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi main hoon ek khalaasi are main hoon ek khalaasi mera naam mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi main jerman na japaani afgaani na iraani na turk baluchastaani na gora englishtaani main jerman na japaani afgaani na iraani na turk baluchastaani na gora englishtaani main prem nagar ka vaasi main prem nagar ka vaasi mera naam mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi wo raaja ki hai raani aur sethon ki sethaani main aap pakaun khichdi aur aap bharun main paani wo raaja ki hai raani aur sethon ki sethaani main aap pakaun khichdi aur aap bharun main paani koi daasa na koi daasi koi daasa na koi daasi mera naam mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi are ishak ka main deewaana aur husn ka
mai bhi hai meena bhi hai saagar bhi hai saaqi nahin dil mein aata hai laga den aag maikhane mein hum pheeka mahtaab hai zeher ye sharaab hai haal e dil kharaab hai kya karun kya karun aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja mere saaqiya mere dilruba ye nakaab utha ye hijaab hata tu nazar mila tu nazar mila mere saaqiya mere dilruba teri aankh jaam e sharaab hai tera rukh humaari kitaab hai teri aankh jaam e sharaab hai tera rukh humaari kitaab hai jise bijliyaan bhi na chhu saken wo shabaab tera shabaab hai wo shabaab tera shabaab hai ye nakaab utha ye hijaab hata tu nazar mila tu nazar mila mere saaqiya mere dilruba tera nagma mere hi raag mein mera soj mere rabaab mein tera nagma mere hi raag mein mera soj mere rabaab mein mujhe akhdiyon se pila de tu mujhe lele apni panaah mein mujhe lele apni panaah mein ye nakaab utha ye hijaab hata tu nazar mila tu nazar mila mere saaqiya mere dilruba yunhi raqs kar mujhe mast kar meri shaayri mere humsafar main kisi ke dar pe na
udhar se tum chale aur hum idhar se udhar se tum chale aur hum idhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se mohabbat ban ke jo barsi hai dil par mohabbat ban ke jo barsi hai dil par na jaane wo ghata aayi kidhar se na jaane wo ghata aayi kidhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se are dil ki khushi keh dene wale are dil ki khushi keh dene wale bohot din hum teri ulfat ko tarse bohot din hum teri ulfat ko tarse mohabbat ho gai mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se hooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak hoooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak tumhaare pyaar ko duniya ke dar se tumhaare pyaar ko duniya ke dar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se
ooo ooo ooo ooo oo ooo hahaha hahahahaha ha more raaja ho ho more raaja ho le chal nadiyaa ke paar more raaja ho le chal nadiyaa ke paar mori raani ho tumhi mori praan aadhar mori raani ho tumhi mori praan aadhar tumne aisa jaadu daara bik gayi tere haath tumne aisa jaadu daara bik gayi tere haath janam janam tak sang rahungi janam janam tak sang rahungi kabhi na chhodun saath more raaja ho humko to devo na bisaar mori raani ho tumhi mori praan aadhar more raaja ho le chal nadiyaa ke paar mori raani ho tumhi mori praan aadhar pyaar ki mitthi baaton mein saajanwa main gayi haar pyaar ki mitthi baaton mein saajanwa main gayi haar pyaari teri aankhon mein main pyaari teri aankhon mein main bhool gaya sansaar meri aankhon mein jhuli hai surtiya tuhaar meri saanson mein goonje hai naam tohaar more raaja ho le chal nadiyaa ke paar mori raani ho tumhi mori praan aadhar main to preet nibhaun balma tum bhi preet nibhana main to preet nibhaun balma tum bhi preet nibhana
Mr John Ya Baba Khan
na ummeed ho ke bhi duniya mein jiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi jin aankhon mein rehti thi ek pyaar bhari masti un aankhon mein aansu hain barbaad huyi basti jin aankhon mein rehti thi ek pyaar bhari masti un aankhon mein aansu hain barbaad huyi basti aansu bhi hum apne ro ro ke piye jaate hain aansu bhi hum apne ro ro ke piye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi bedard zamaane ne rehne na diya mil ke sab toot gaye sapne armaan bhare dil ke bedard zamaane ne rehne na diya mil ke sab toot gaye sapne armaan bhare dil ke ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jaate hain ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi duniya mein jiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi
nayee umar ki kaliyo tumko dekh rahi duniya saari tumpe badi zimmedaari ghar ghar ko tum swarg banaanaa ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari tum uss desh mein janmi ho jis desh mein janmi thi seetaa tum uss desh mein janmi ho jis desh mein janmi thi seetaa tum uss desh ki kanya ho jis desh mein goonj rahi geeta kabhi bhool kar bhi na lagaana kabhi bhool kar bhi na lagaana jeevan mein tum chingaari ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari yeh na bhoolna jahaan jahaan hain phool wahaan hain kaante bhi yeh na bhoolna jahaan jahaan hain phool wahaan hain kaante bhi jahaan jahaan par hote hain toofaan wahaan sannaate bhi tum iss jag mein hans hans jeena mat karna mann ko bhari ghar ghar ko tum swarg banaanaa har aangan ko phulwaari dekho kahin bhatak mat jaana jhoothe haas vilaason mein dekho kahin bhatak mat jaana jhoothe haas vilaason mein karna aise kaam tumhaara naam rahe itihaason mein saavdhaan rehna behno saavdhaan rehna behno aa
o amiron ke parmeshwar hum garibon ki bhi le khabar dekh hum lut rahe hain tere raaj mein kuchh humaara bhi insaaf kar o amiron ke parmeshwar ek patthar dil pe rakh kar tere jag mein hain hum jee rahe chupke chupke sabse chhupke zindagi ka zehar pee rahe kaun jaane ke kis roz hoga khatam kaun jaane ke kis roz hoga khatam aansuon se bhara ye safar o amiron ke parmeshwar hum garibon ki bhi le khabar dekh hum lut rahe hain tere raaj mein kuchh humaara bhi insaaf kar o amiron ke parmeshwar mann ke andar dukh chhupa kar haaye barson se hum ro rahe kya bataayen kya sunaayen hum pe kya kya sitam ho rahe hum to jeete hain daata tere desh mein hum to jeete hain daata tere desh mein aaj talwaar ki dhaar par o amiron ke parmeshwar hum garibon ki bhi le khabar dekh hum lut rahe hain tere raaj mein kuchh humaara bhi insaaf kar o amiron ke parmeshwar
jisne is duniyaan mein aakar dil naa diyaa aur dil naa liyaa jeene ko sau saal jiyaa par hum to kahenge khaakh jiyaa o dilwaalo o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye kisi ki khaatir kisi ki khaatir jaan
Raat Barsaat Ki Pehli
ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam rootha na karo oooo rootha na karo rootha na karo oooo rootha na karo chaand si ujli kiran dekho mar jaayenge hum chaand si ujli kiran dekho mar jaayenge hum rootha na karo oooo rootha na karo rootha na karo oooo rootha na karo tum sitam khoob karo ye gawaara hai mujhe chaahe gussa bhi karo wo bhi pyaara hai mujhe tum sitam khoob karo ye gawaara hai mujhe chaahe gussa bhi karo wo bhi pyaara hai mujhe tum agar rooth gayi tum agar rooth gayi to nikal jaayega dum rootha na karo oooo rootha na karo ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam rootha na karo oooo rootha na karo jhoom kar tum jo chalo chhaaye duniyan pe nasha jhoom kar tum jo chalo chhaaye duniyan pe nasha maikade girte firen dagmaga jaaye fiza mar mite teri kasam mar mite teri kasam isi andaaz pe hum rootha na karo oooo rootha na karo ae meri shola badan tumko iss dil ki kasam rootha na karo oooo rootha na karo rootha na
amrit aur zehar donon hain sagar mein ek saath manthan ka adhikaar hai sab ko phal prabhu tere haath tere phoolon se bhi pyaar tere kaanton se bhi pyaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taranhaar duniya ke taranhaar tere phoolon se bhi pyaar tere kaanton se bhi pyaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taranhaar duniya ke taranhaar chahe sukh de ya dukh chaahe khushi de ya ghum chaahe sukh de ya dukh chaahe khushi de ya ghum maalik jaise bhi rakhega waise rah lenge ham malik rah lenge ham chaahe hansi bhara sansaar de ya ansuon ki dhaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taaranhaar duniya ke taaranhaar tere phoolon se bhi pyaar tere kaanton se bhi pyaar jo bhi dena chahe de de kartaar duniya ke taaranhaar duniya ke taaranhaar ham ko donon hain pasand teri dhoop aur chhanv ham ko donon hain pasand teri dhoop aur chhanv data kisi bhi disha mein le chal zindagi ki naav le chal zindagi ki naav chaahe hamen laga de paar duba de chahe hame majhdhar
tum paschim ho hum poorab hain donon ka mel na milta hai ugta hai jo sooraj poorab mein arre ugta hai jo sooraj poorab mein wo paschim mein ja dhalta hai wo paschim mein ja dhalta hai poorab ki pawan mangalkaari mangal sandesh sunaati hai paschim ki hawa mein hai zehar bhara jo ghar ghar aag lagaati hai dharti dharti mein hai farq bada maati maati mein hai antar iss maati mein janme saadhu iss maati mein janme saadhu uss dhool mein janme bikte the uss dhool mein janme bikte the tum baandh rahe iss duniya ko tum baandh rahe iss duniya ko kanunon ki zanjeeron se hum jod rahe dil se dil ko bas pyaar ki chand lakeeron se duniya ki hukumat chaaho tum topon se bombon se goli se humne to dilon pe hai raaj kiya humne to dilon pe hai raaj kiya apni geeta ki boli se apni geeta ki boli se tum dhoondh rahe ho oooo tum dhoondh rahe ho naari ke nainon mein yauwan ka nartan hum dhoond rahe hain naari ke hriday mein mamta ka bachpan tum jhoom rahe tum jhoom rahe madira pee ke rass
zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankho ne kya cheez pilaa di hai ulfat ke siwa saari duniyaa hi bhula di hai bas ek nazar dekha aur loot liyaa dil ko bas ek nazar dekha aur loot liyaa dil ko lutkar bhi mere dil ne khush ho ke duaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai jab se tujhe dekha hai kuchh hosh nahin mujhko jab se tujhe dekha hai kuchh hosh nahin mujhko har cheez zamaane ki har cheez zamaane ki nazron se gira di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai dil pyaar kare jis se wo dard diya dil ko aaaa aa aaa aaa aaa dil pyaar kare jis se wo dard diya dil ko jalne mein maza aaye jalne mein maza aaye wo aag laga di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim teri aankhon ne kya cheez pilaa di hai zaalim
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kari Kari Kari Andhiyari Thi Raat Navrang (1959) 08:00 11258
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 08:00   Song Number : 11258   

Kavi Raja Kavita Ke Navrang (1959) 02:23 36884
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Mahipal, Sandhya
Duration : 02:23   Song Number : 36884   

Kitni Jawaan Hai Raat Azaad (1955) 03:15 40578
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 40578   

Main Hoon Ek Khulaasi Sargam (1950) 03:59 40454
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:59   Song Number : 40454   

Mere Saaqiya Mere Dilruba Rootha Na Karo (1970) 10:10 40733
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 10:10   Song Number : 40733   

Mohabbat Ho Gayi Bas Sagai (1951) 03:30 37737
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Vijayalakshmi, Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 37737   

More Raja Ho Nadiya Ke Paar (1948) 03:51 18423
 
Poster of Nadiya Ke Paar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Moti
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 03:51   Song Number : 18423   

Mr John Ya Baba Khan Baarish (1957) 03:20 38980
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:20   Song Number : 38980   

Na Ummeed Ho Sangeeta (1950) 03:26 40867
 
Poster of Sangeeta (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:26   Song Number : 40867   

Nayee Umar Ki Kaliyo Talaq (1958) 05:59 13558
 
Poster of Talaq (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kamini Kadam
Duration : 05:59   Song Number : 13558   

O Amiron Ke Parameswar Paigham (1959) 03:06 18439
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:06   Song Number : 18439   

O Dilwaalo Dil Ka Lagana Patanga (1949) 03:04 13083
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 03:04   Song Number : 13083   

Raat Barsaat Ki Pehli Jhanjhar (1953) 02:52 38800
 
Poster of Jhanjhar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:52   Song Number : 38800   

Rootha Na Karo (Ae Meri Shola Badan) Rootha Na Karo (1970) 03:56 40800
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 40800   

Tere Phoolon Se Bhi Pyaar Nastik (1954) 04:17 38073
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ajit, Nalini
Duration : 04:17   Song Number : 38073   

Tum Paschim Ho Hum Navrang (1959) 05:55 36492
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 05:55   Song Number : 36492   

Zaalim Teri Aankhon Ne Devta (1956) 03:57 36071
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Gemini Ganesan, Vyjayanthimala
Duration : 03:57   Song Number : 36071   
Karaoke Songs of Chitalkar Ramchandra, Sad Songs of Chitalkar Ramchandra, Love Songs of Chitalkar Ramchandra, Dance Songs of Chitalkar Ramchandra, Hip-hop songs of Chitalkar Ramchandra, Best songs of Chitalkar Ramchandra, Super hit songs of Chitalkar Ramchandra, hit songs of Chitalkar Ramchandra, duet songs of Chitalkar Ramchandra, solo songs of Chitalkar Ramchandra, old songs of Chitalkar Ramchandra, famous songs of Chitalkar Ramchandra, Hindi Karaoke Songs of Chitalkar Ramchandra, Hindi Sad Songs of Chitalkar Ramchandra, Hindi Love Songs of Chitalkar Ramchandra, Hindi Dance Songs of Chitalkar Ramchandra, Hindi Hip-hop songs of Chitalkar Ramchandra, best Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, super hit Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, hit Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, duet Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, solo Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, old Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, famous Hindi songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Sad Songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Love Songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Dance Songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Hip-hop songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Best songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along Super hit songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along hit songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along duet songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along solo songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along old songs of Chitalkar Ramchandra, Sing Along famous songs of Chitalkar Ramchandra